LABELS KYA HOTI HAI ?ब्लॉग्गिंग सीखे
Labels aur kuch nahi Categories ka kaam karti hai, Jab hm post likhte hain to chahte hain ki harek post ko category ke hisab se set kare. Label wahi kaam karti hai.
Jaise hm Medicine kaa label banaye, aur usme Medicine se related sari post likhna chahte hain to likh sakte hain.
Iss se logon ko apne jarurat ke hisab se post padhne me dikkat bhi nahi aati hai.
![]() |
labels ka use kaise kare |
AAP KITNA LABELS BANA SAKTE HAI
Iski koi sima nahi hai ,aap jitna chahe utni Labels add kar sakte hai.
LABELS KAISE ADD KARE
STEP-1. Blogger ke dashboard me jaye
STEP-2. Layout par click kare, ek page khulegi
STEP-3 Add a gadget par click kare.
STEP -4. Ek page khulegi , isme labels ka option chunna hai, jis se hamare template me labels add ho jayegi.
LABEL KE ANDER POST KAISE LIKHEN
STEP-3. Done ke upar click kar de.
Aapki Label ab ban gayi. Ab aap iss Label ke andar post likh sakte hai.
EK SE ADHIK LABEL KAISE ADD KARE
*Yadi aap 1 se adhik Labels bana rahe hai to dono ke bick koma ',' ka use kare. Ex- Medicine,Food
Ye bhi jane:-
*Website Free me kaise banaye
*Rajiv dixit-Pressure Cooker me khana na banaye
*BLOGGER MENU BAR ME LABELS KAISE ADD KARE
*Camtasia studio 8 free me use kare
EmoticonEmoticon