LAKSHAN- Krimi, arsh, ashwaraharan, hastmathun, ganoriya, inn karano se iss rog ka janm hota hai. Stri darshan ya sansparsh, mal tyagne samay kokhne se thode uttejana se wirya skhalan, isfurti-hinta, saririk durbalta, smriti sakti ka kam hona, salajj ka bhaw,shirpida,aankh dhas jana, aankh ke kinare kala hona, swapndosh iss rog ka pradhan lakshan hai.
ye bhi jane
napunsakta ko thik kare
balon ko jhadne se roke
![]() |
sukranu ksharan |
* CHIKITSA- 2 gm shimool churn( शिमूल चूर्ण ), 2 gm ashwagandha churn(अश्वगंधा चूर्ण ), 2 gm kawabajini churn(कावबजिनि चूर्ण ),1 chammach chini(चीनी ), 200 gm garm dudh(गर्म दूध ) ko ek sath milakar roj subah ya dopahar me ek baar khaye.
NOTE- Ye sabhi chijen (saman): aapko kisi bhi aayurvedic store se mil jayegi
* NOTE- Uttejak drawya bhojan, din me sona, aadhik sona, kusangati, hastmethun, warjaniya hai.
ye bhi jane
*mooh ke durgandh ko door kare
*aparajita se ilaj kare
*Website free me banaye aur income kare
*Advertising se paisa kamaye-puri jankari
from Patanjali Ayurveda.
EmoticonEmoticon