ONLINE JOB लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
ONLINE JOB लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Data Entry Job Kitne Tarike Ke Hote Hai

Data Entry Job Kitne Tarike Ke Hote Hai

Data Entry Job Karne Ke 9 Tarike Hindi Me $1000 Kamaye

data entry job
data entry job 
.

Data Entry Job Kya Hai?

Pehle ye aap aachi tarah se samajh lijiye ki data entry job kya hai ? aur kaise kaam karti hai?

➤ Data Entry Job online ya offline bohot hi aasan kaam hoti hai, Isme sirf aapko computer ki jarurat hoti hai, Aur aachi typing speed ki ( Typing speed ki aap chinta naa kare, wo 1 mahine type karte -karte sudhar jati hai.)

DATA ENTRY JOB KAISE KAAM KARTI HAI?

➤Aaj Internet par lakhon websites hai. Aur inn lakhon websites se lakhon companiya judi huyi hai, Ye companies ke log apne records ko Internet par upload karne ke liye aapko apna record deti hai , aur aapko type karna hota hai.

➤Ye apne record ko MS Word ya Notepad par type karne ke liye kehti hai. Ye depend karta hai company ke upar.
To bas aapko sirf computer ke par typing karni hai aur per page ke anusar payment leni hai.

Ye bhi jane:-
*Website free me banaye aur income kare

*Advertising se paisa kamaye puri janakri

9 TYPES OF DATA ENTRY JOB

TYPE:-1-  PLAIN DATA ENTRY JOB

➤ Jaise ki maine pehle bataya ki ye bohot hi aasan kaam hai, isme aapko Notepad me ya MS Word me Company ke records ko type karna hota hai.

➤ Type karne ke liye aapko Image,Paper ya Books diye jaa sakte hai,Yah depend karta hai company ke upar ki wah kis tarah ka record deti hai.

TYPE:-2- FORM FILLING - DATA ENTRY JOB

➤ Form Filling data entry job me aapko online form aur data diya jata hai. Aapko sabhi form ko data ke anusar check karna hota hai aur fill karna hota hai.

➤ Sabhi form ko fill karne ke baad aapko online jama karna hota hai.Phir se aapko yahi process karni hai, 1 form ko submit karne me 2-4 minute ka samay lagta hai.

Aapko 1 form ke liye Rs. 10-15 mil sakta hai, ye depend karta hai company ke upar.

Isme aapko typing ke sath-sath kucch internet ki bhi knowledge honi jaruri hai.

TYPE:-3 -  CAPTCHA ENTRY JOB DATA ENTRY JOB

➤ Jab aap kisi websites par Sign Up karte hai to Captcha aapko dikhayi deta hoga.
Ye Captcha aur kucch nahi -Image me letters hoti hai, jisse hame type karna hota hai, Jise robots type nahi kar sakte.

➤ Bohot sare companies images par letter ko solve karna chahte hai, Jisse wah dusre sites par account bana sake. Software banane me aur app banane me bhi iska istemaal hota hai.

Aapko bas companies walon ka Captcha banane me madad karna hai. Bas aapko Captcha Entry sites par jana hai, aur Captcha ko solve karna hai.

➤ 1000 Captcha solve karne par aapko Rs.100 tak mil sakte hai.
Internet par bohot aise Websites hai , jo captcha solve karne par paise deti hai.

Captcha Entry Job ke bharosemand websites

TYPE:-4 SURVEY FORMS DATA ENTRY JOB

Online Survey bharna ye data entry job me sabse aasan kaam hai.

➤ Bohot companiya apne product ka feedback janna chahti hai, to wah Online Research Companies se contact karti hai.

Aur phir research companies hamare jaise users se company ka feedback puchti hai.
Aap jitna survey form bharenge uske anusar aapko paise diye jayenge.

TYPE:-5 CAPTIONING DATA ENTRY JOB

Adhiktar 'Entertainment Media' iska istemaal karte hai, Jaise Movies, Video Channels, News Channels etc.
➤ Isme aapko video ko dekhna hota hai aur phir usse sunkar uske words ko niche likhna hota hai.
Jaise aapne news channel me aur movies me dekha hoga, ki jo wo bolte hai wahi niche likha raha hota hai.

Aaj bohot sare websites hai , jo online ye kaam kar rahe hai, aur aacha pay kar rahe hai.
Aapko 1minute ke video ke liye $0.4-$1 tak mil sakta hai.

Aap Google me Search karke dekh sakte hai "Captioning Job Online".

TYPE:- 6 IMAGE TO TEXT DATA ENTRY JOB

➤ Iss data entry job me aapko , Image me diye text ko word me likhna hota hai aur phir submit karna hota hai.
Ye bohot hi aasan aur bina jhanjhat wala kaam hai.

Bohot sari companiya , bina koi investment ke aapko ye job online offer kar rahi hai.

TYPE :- 7 MEDICAL TRANSCRIPTIONIST ONLINE JOB

Ye data entry job medical se related hai, Ye bohot hi risky lakin high payment job hai.

➤ Medical companies apne documents ka image ya audio banakar deti hai jisse hame word me convert karna hota hai.
Iske liye bohot sari online websites hai jo aapko ye job offer karti hai.

TYPE:-8 TRANSLATION DATA ENTRY JOB

➤ Yadi aap kisi 2 languages ko aachi tarah se jante hai, to ye job aapke liye hai.

Aaj companies bohot paise kharch kar rahi hai, taki unka product har desh tak pahunch sake.
Aise me translation ki jarurat badh rahi hai.
Iss job me knowledge ki bohot aachi jarurat hai lakin kamayi bhi bohot aachi hai. Isme aapko paise per page ke hisab se milte hai.

TYPE:- 9 - RE-FORMATTING & CORRECTION DATA ENTRY JOB

➤ Isme bhi aapko aachi grammar aani jaruri hai.
Isme aapko page diya jayega, jisse aapko aache se format karna hota hai.

Jaise:- Form Filling  mistake dekhna ,Paragraph mistakes dekhna etc.

Aise hi bohot sare data entry jobs hai, Jinme maine sirf aapko 9 bataya hai,

Janiye:-Data Entry Job karne ke 5 bharosemand Jagah aur Website

Enjoy.......

Ye bhi jane:-

*Mobile se deleted no. aur files ki recovery kare

*PM Suraksha Bima Yojana in Hindi

*Stan(breast) ki bimari door kare -ayurveda

*Sharab ka nasha churaye ayurveda se-Rajiv dixit

Online Paise Kamane Ke 13 Tarike Bina Investment Ke

Online Paise Kamane Ke 13 Tarike Bina Investment Ke

Online Job Kare- Paise Kamane Ke 13 Tarike Bina Investment Ke

Aap chahe student ho, housewife ho, ya phir Koi kaam kar rahe ho, Aap yadi online job main apna carrier dhundh rahe hai, Ya online job karna chahte hai, to aapko ye post jarur padhni chahiya.

Aaj lakhon log online kaam kar rahe hai, aur lakhon rupaye kama bhi rahe hai. Aaj main aise hi kuch jobs ke bare main jikra karunga , jisse aap ghar baithe online paise kama payenge.
online job kare
online job kare
.

1. BLOGGING

blogging se paisa kamaye.

Blogging sabse best Internet job hai, Aap isse apna blog (website) bana sakte hai aur paise kama sakte hai.

Aap free main blog bana sakte hai aur iske liye koi training ki bhi jarurat nahi padti. Aap bina kisi CSS Code or HTML knowledge ke bhi free me blog bana sakte hai.

Blog main Ads dalkar paisa kamaya jata hai, Jo ki aap ye blog banane ke 4-6 mahine ke baad hi kar payenge.

Maine Blogging ki puri jankari iss post main di hui hai..Blogging se paisa kaise kamaye

2. YOUTUBE CHANNEL

you tube se paisa kamaye.

Dusri aisi chij jisse aap ghar baithe lakhon rupaye kama sakte hai, to wo hai YouTube Channel.
Hm sab ko pata hai ki YouTube ab tak ka sabse jyada dekhe jane wala video site hai, Jo ki Google company ka hi hai.

Aaj log YouTube par free me Channel banakar lakhon rupaye kama rahe hai.Aap bhi YouTube par apni banayi hui video ko upload karke paise kama sakte hai.

Iske liye aapko YouTube me apna account banakar video ko upload karna hai, aur usko monetise karna hai.

Maine YouTube ki sari jankari iss post main di hui hai, Aap isse padhkar ....YouTube se paise kamana sikh sakte hai.

3. DATA ENTRY JOB FROM HOME

data entry job.

Aaj Internet main bohot tarike ka data entry job mojud hai. Lakin bohot company aisi bhi hai , jo logon ko dhokha deti hai. Wo aapse Registration ke liye paisa mangti hai, aur phir kabhi aapko wo paise wapas nahi milte.

Ye bhi hua hai ki , Wo aapko jhutha kaam dete hai, aur phir jab payment ki bari aati hai tab , wo aapka fault nikalkar paise nahi dete hai.

Aap kabhi bhi data entry job ke registration ke liye paise nahi dijiye. Aap jis bhi company main kaam karne ki soch rahe ho, To uss company ka reputation, company name , reviews ko Google Search par jarur dekhe.

Maine iss post main 5 bharosemand Data Entry Job karne ki jagah ke bare main bataya hai. Jispe aap bharosa kar sakte hai.

4. WRITING FROM HOME

writing job
writing

   Yadi aapko writing pasand hai, to aapka Internet main bohot  aacha future ho sakta hai.

   Jaisa ki aap jante hain ki websites kitni teji se ban rahe hain,    Aur unn websites ke post ke liye log writers ko dhundhte hai,jisse wah apni post ko website main daal sake.

Aap 1 article likhne ke 300-1000 rupaye tak kama sakte hai.

Aaj bohot sare websites hai jo online writing job provide karte hai .
Jaise:- Fiverr, Elance, Freelancer etc.

Aapko sirf inn sites par jana hai, Apna Ad dalna hai , jiske anusar log aapko kaam denge.

5. ONLINE PHOTO SELL KARE

online photo sell.

Aaj jabki harek ke pass Smartphone hai, Aap yadi aachi photo capture karte hai, Jaise :- Animals, Incidents,Real life etc.. To aap inn photos ko photo selling websites par dalkar aachi income kar sakte hai.

Kucch bharosemand sites ka main naam de raha hoon , jisse aap apni photo se paise kama sakte hai.
Photobucket, Shutterstock, iStock ..To ab aapke paas mauka hai apne smartphone se paise banane ka.

6. FREELANCE SE PAISA KAMAYE

.

Yadi aap ghar baithe aachi income karna chahte hai, to Freelance aapke liye sabse aacha wikalp sabit ho sakta hai.

Freelance main aapko kayi tarah ke kaam milenge. Jaise:- Writing , Web designing, singing, creating videos, advising, coding, photography, image editing aur bhi bohot kuch.

Yahan se aap apne jarurat ke anusar kaam kar sakte hai, aur online paise kama sakte hai.

Freelance ke liye best websites hai:- Fiverr, Elance, Odesk etc..

Ye bhi jane:-
*Advertising se paisa kamaye

*Fb ke sabhi friend request accept kare 1 click me.

7. ONLINE CAPTCHA SOLVING JOBS

captcha .

Jab aap kisi websites par Sign Up karte hai to Captcha aapko dikhayi deta hoga.
Ye Captcha aur kucch nahi -Image me letters hoti hai, jisse hame type karna hota hai, Jise robots type nahi kar sakte.

 Bohot sare companies images par letter ko solve karna chahte hai, Jisse wah dusre sites par account bana sake, ya software banane ke liye.

Aapko bas companies walon ka Captcha banane me madad karna hai. Bas aapko Captcha Entry sites par jana hai, aur Captcha ko solve karna hai.

 1000 Captcha solve karne par aapko Rs.100 tak mil sakte hai.
Internet par bohot aise Websites hai , jo captcha solve karne par paise deti hai.

Janiye Captcha Entry Job ke bharosemand websites

8.BUY SELL DOMAIN

buy sell domain.

Yadi aap chahte hai ki bina kaam kiye hm online aacha paise kamaye, to ye kaam aap ke liye hai.

Aapko bas badhiya domain, quality domain ka research karna hai aur usko kharid kar rakh dena hai.
Aur phir kuch samay ke baad uss domain ko aap auction ke liye rakh dijiye.

Aap isse 10 guna se 100 guna adhik paise kama sakte hai.

9. MICRO WORKING JOB

micro job.

Yadi aap simple tarike se online paise kamana chahte hai, tab aap microjob kar sakte hai.

Aaj bohot sare websites hai , jo aapko microjob offer karte hai.
Jaise :- MicroWorker, SEO Clerk, Click Worker, Gig Walk.

Yahan se aap kayi tarah ke kaam kar sakte hai.Jaise :- dusre sites par rating aur commenting karna, websites main jana, contact detail find karna, research karna, writing ,etc

Aap inn websites se 12000 - 15000/- tak mahine main kama sakte hai.

10. FIVERR

FIVERR EARN MONEY.

Aaj duniya main lakhon log fiverr se ghar baithe paise kama rahe hai, aap bhi fiverr.com ko join karke usme apne ability aur skill ke anusar Aid dale aur paise kamaye.

Jaise :- "I will do 1 hour data entry job for you in just $5".
Yadi aapko koi kaam deta hai, to wah aapko per hour ke $5 dega. Yani aap 4 ghante bhi kaam karte hai to aapko $20 milenge.

11. TEACHING JOB

ONLINE TEACHING JOB.

Yadi aap kisi wisay ke bohot aache jankar hai, to aap apna online teaching business start karke paise kama sakte hai.

Aap kisi bhi language ya subject main apni jankari de sakte  hai . Jaise :- Mob Training, Engineering, School level teaching etc..

Aap apne teaching business ko Website ke dwara promote kar sakte hai, Ya YouTube main video upload karke

Aap inn dono ke dwara teaching se bohot aachi income kar sakte hai.

12. WEBSITE FLIPPING

WEBSITE FLIPPING.

Jaisa ki maine aapko Buy Sell Domain ke bare main bataya, ussi tarah aap Website banakar uspar 3-4 mahine kaam kare. Jab tak aap apne website se paise nahi kama lete.

Aur phir 2-3 mahine kamayi karne ke baad aap apne website ko auction par rakh de. Jaise Flipp par ya  kisi aur website par.

Aap isse 20-30 guna jyada monthly income se kama sakte hai.

13. OLX or QUIKR

Harek ke gharon main bekar chijen hoti hai, Aur rakhi -rakhi kharab bhi ho jati hai.

Aap chahe to un wastuon se aachi income kar sakte hai.
OLX

Aapko apne harek saman ka photo lena hai, aur phir uska OLX par ya QUIKR par Ad daal dena hai.

Yah bohot hi aasan hai, Aapko apne ghar ke najdik customer mil jayenge, Jisse aapka ghar baithe fayda hoga..

Enjoy........

Ye bhi jane:-
*Blogging kya hai? blogging se paisa kamaye

*Data Entry Job se paisa kamaye bina investment ke

*PM Ujjwala yojana in hindi

*Banjhpan door kare Ayurveda se Patanjali

Blogging Kya Hai Hindi Me- Blogging Se Paise  Kamaye

Blogging Kya Hai Hindi Me- Blogging Se Paise Kamaye

Blogging शब्द सुनने पर बोहोत ही नया -नया लगता है।  जब कोई व्यक्ति blogging  कर रहा हो , और किसी के पुछने  पर जब वह बताता है , कि  मैं Blogging करता हूँ।  तो पूछने वाले का reaction अजीब हो जाता है - वह तुरंत पुछता  है , की यह क्या होता है ?

आज मैं Blogging  के बारे में हरेक चिटठा खोलने वाला हूँ।  मैं आपको आसान भाषा में समझाता हूँ , जिससे आप तुरंत समझ सकें।

blogging kya hai hindi me
blogging kya hai hindi me
.

जैसे -बोहोत लोगों की आदत होती है Diary  लिखने की।
वह कौन है ? क्या पढ़ाई कर रहा है ? यदि किसी चीज पर research  करता होगा ,तो वो भी लिखता है।  कोई लेखक होगा तो कविताएँ ,कहानियाँ  लिखता है।

Ye bhi jane:-
*Data Entry Job se paise kamaye -bina investment ke

*Advertising Se Paisa kamaye-Puri jankari

मेरे कहने का मतलब है , आप किसी भी field  व्यवसाय से क्यों ना हो , यदि आप अपने व्यवसाय के बारे में बखुबी  जानते हैं , या आप किसी विषय में दूसरों को जानकारी देना चाहते हैं , जिससे लोगों का भला हो कल्याण हो सके , तो उसे ही Blogging  कहते हैं।

आसान भाषा में , अपने विचारों को ,शब्दों को दूसरे व्यक्ति तक पहुँचाना उसे हम Blogging  कहते है।

पहले लोगों तक अपना विचार पहुँचाने में काफी समय लग जाता था , लेकिन  आज ऐसा नहीं है, आप (blog)  वेबसाइट  बनाकर अपने विचारों को लिख सकते हैं।

जैसे पहले लोग diary  में लिखते थे , फिर उसकी किताब पब्लिश होती थी।  लेकिन  आज इन्टरनेट के माध्यम से 1 सेकंड  में बिना किसी पैसे के आपका blog  बनता है  और  1 सेकंड में ही आपकी सारी बात लोगों तक पहुँच जाती है।

BLOGGING SE PAISA KAISE KAMAYE

हाँ ये मुमकिन है , आप अपने blog  से पैसे कमा  सकते है , और थोड़ा -मोड़ा नहीं बहुत बढ़िया पैसे कमा सकते हैं। इसके लिए आपको 1 रुपये भी खर्च करने की दरकार  नही है।

आपकी जो खर्च होगी वह है मेहनत  और लगन।  आज blogging  से लोग लाखों रुपये कमा  रहे है , और आश्चर्य  की बात है की घर बैठे कमा  रहे हैं। कोई बॉस नही ,खुद ही जैसे बॉस हैं अपने काम की।

Blogging  के लिए जरुरी चीजें :-
Blogging  के लिए सिर्फ 2 चीजों की जरुरत पड़ती है।
1. कंप्यूटर
2.G-Mail Account

तो आप भी देर मत कीजिये , free  में blog  बनाइये , जिससे आपको पैसे और दूसरों को मदद दोनों मिल सके।

जानिए :- Free Me Website banakar Income kaise karte hai

Ye bhi jane:-
*Blogger Me Post kaise likhen , puri jankari

*PM Alat Pension yojana in hindi

*Kat jane par, ya chot lagne par kya kare

*Data Entry Job karne ke 5 bharosemand Jagah

Data Entry Job  Ke 5 Bharosemand  Website

Data Entry Job Ke 5 Bharosemand Website

Data Entry Job  Ke 5 Bharosemand  Website

Aap rojana newspaper me padhte honge, data entry jobs ke bare main. Lakin unme se bohot kam hi bharosemand sabit hoti hai.Aur Government bhi Data entry jobs ka bohot kam hi vacancy nikalti hai.

Aise main aap aur hamare jaise log job nahi kar pate aur ghar pe hi pade rehte hai.

Lakin aaj main jo jankari dene jaa raha hoon usse padhne ke baad, ho sakta hai aapki pareshani door ho jaye aur aapko aachi job mil jaye.

data entry job websites.

DATA ENTRY JOB KE 5 BHAROSEMAND JAGAH.

1.INTERNET

Main Internet ko sabse aachi jagah manta hoon, Isme aap apni pasand ke anusar, Data entry job ko select kar sakte hain.

Aaj bohot sari companies hai, jo data entry job provide karti hai, aap inme search karke dekh sakte hai. Jaise OLX, Quikr, Naukri.com, Indeed, Monster etc.

Aur sabse jaruri baat , ki kabhi bhi kisi company ko registration ke liye paise nahi dijiye. Isse aapka paisa barbad bhi ho sakta hai.

Ye bhi jane:-
*Website free me banaye aur income kare

*Advertising se paisa kamaye-puri jankari

2. FIVERR

Aaj duniya main lakhon log fiverr main data entry job se ghar baithe paise kama rahe hai, aap bhi fiverr.com ko join karke usme apne ability aur skill ke anusar Aid dale aur paise kamaye.

Jaise :- "I will do 1 hour data entry job for you in just $5".
Yadi aapko koi kaam deta hai, to wah aapko per hour ke $5 dega. Yani aap 4 ghante bhi kaam karte hai to aapko $20 milenge.

3. ELANCE

Elance ab tak ka sabse bharosemand freelance website hai. Elance data entry job karne ke liye bohot hi aacha wikalp hai.

Yadi aap puri immandari se kaam karenge , to aap bharosa rakhiye , aap iss website se bohot aachi income kar sakenge.

Suruwat main aap kam rupaye main kaam kare, Phir jab aapki rating badhne lagegi , tab aap apni kimat badhaye.

4. CAPTCHA ENTRY SITES

Data entry jobs main Captcha entry work sabse aasan hai .Aur isse aap monthly 20,000 se jyada kama sakte hai.
Aaj bohot sare websites Captcha entry ke liye paise dete hain.
Janiye:- Captcha Entry job ke bharosemand websites

5. UPWORK

Upwork bhi ek freelance website hai, Jisme lakhon log jude huwe hain, aur aachi income karte hai,  aap bhi upwork.com main jaye aur apna details de. jisse log aapke profile ko padhkar aapke sath kaam kar sake.
Janiye:-Data Entry Job se paise kaise kamate hai? bina investment ke

Ye bhi jane:-

*Internet se mobile no. par free sms bheje

*PM Mudra Yojana in Hindi

*Watt Pitt aur Kaf thik kare-Tel ghee aur gud se

*SBI Me Account transfer kaise kare
Data Entry Job Se Paise Kamaye Bina Investment Ke

Data Entry Job Se Paise Kamaye Bina Investment Ke

Yadi aap apna jeb kharch nikalna chahte hai, aur koi part time job dhundh rahe hai, to ho sakta hai, ki iss post ko padhne ke baad aapki pareshani door ho jaye.

Main aaj aapko bataunga ki kaise aap Data Entry Job se aache paise kama sakte hai aur wo bhi bina koi investment ke.

data entry job se paise kamaye
data entry job se paise kamaye
.

Data Entry Job Kya Hai?

Pehle ye aap aachi tarah se samajh lijiye ki data entry job kya hai ? aur kaise kaam karti hai?

➤ Data Entry Job online ya offline bohot hi aasan kaam hoti hai, Isme sirf aapko computer ki jarurat hoti hai, Aur aachi typing speed ki ( Typing speed ki aap chinta naa kare, wo 1 mahine type karte -karte sudhar jati hai.)

DATA ENTRY JOB KAISE KAAM KARTI HAI?

➤Aaj Internet par lakhon websites hai. Aur inn lakhon websites se lakhon companiya judi huyi hai, Ye companies ke log apne records ko Internet par upload karne ke liye aapko apna record deti hai , aur aapko type karna hota hai.

➤Ye apne record ko MS Word ya Notepad par type karne ke liye kehti hai. Ye depend karta hai company ke upar.
To bas aapko sirf computer ke par typing karni hai aur per page ke anusar payment leni hai.

Ye bhi jane:-
*Website free me banaye aur income kare

*Advertising se paisa kamaye puri janakri

9 TYPES OF DATA ENTRY JOB

TYPE:-1-  PLAIN DATA ENTRY JOB

➤ Jaise ki maine pehle bataya ki ye bohot hi aasan kaam hai, isme aapko Notepad me ya MS Word me Company ke records ko type karna hota hai.

➤ Type karne ke liye aapko Image,Paper ya Books diye jaa sakte hai,Yah depend karta hai company ke upar ki wah kis tarah ka record deti hai.

Data entry job karne ka websites

TYPE:-2- FORM FILLING - DATA ENTRY JOB

➤ Form Filling data entry job me aapko online form aur data diya jata hai. Aapko sabhi form ko data ke anusar check karna hota hai aur fill karna hota hai.

➤ Sabhi form ko fill karne ke baad aapko online jama karna hota hai.Phir se aapko yahi process karni hai, 1 form ko submit karne me 2-4 minute ka samay lagta hai.

Aapko 1 form ke liye Rs. 10-15 mil sakta hai, ye depend karta hai company ke upar.

Isme aapko typing ke sath-sath kucch internet ki bhi knowledge honi jaruri hai.

TYPE:-3 -  CAPTCHA ENTRY JOB DATA ENTRY JOB

➤ Jab aap kisi websites par Sign Up karte hai to Captcha aapko dikhayi deta hoga.
Ye Captcha aur kucch nahi -Image me letters hoti hai, jisse hame type karna hota hai, Jise robots type nahi kar sakte.

➤ Bohot sare companies images par letter ko solve karna chahte hai, Jisse wah dusre sites par account bana sake. Ya phir software banane me aur app banane me iska istemaal hota hai