SBI JAN DHAN ACCOUNT-SAVING ACCOUNT BAND KAISE KARE

sbi account close kare hindi me
sbi account band kare


Waise to SBI me nayi Jan Dhan account kholna to bahut aasan hai, Lakin usko band karne me thodi si aapko muskil ho sakti hai.

Log kyu Apna Sbi Jan dhan Account band karna chahte hai.
* Iski pehli wajah hai, iska khata transfer nahi hota.

*Aap ek din me 20,000 rupayon se adhik nahi nikal sakte, Aur ATM se 1 din me 10,000 se adhik nahi nikal sakte.
* Aapko ATM Ka pin milne me pareshani hoti hai. aur passbook bhi.

*  Jan-Dhan Yojana ke branch me Agar aapko Branch se paise nikalne ho ,to aapko anguthe ki nisan deni padta hai.

* Sabse jaruri ki, aap iss se check ka paisa nahi nikal sakte.Aur  10,000 se adhik ka check to jama bhi nahi kar sakte.

Iske fayde kam aur nuksan jyada hai. Logon ne to bohot teji se khata to khol liya hai, Lakin usme paisa nahi dalte, Agar paisa dalte bhi hai, to kuch dino me jab unko pareshani hoti hai,to khata band karne ke liye Bank ka chakkar lagate hai.

Iske puri detail yaha padhe-

* PM Jan Dhan Yojana Hindi Me

JAN-DHAN ACCOUNT BAND KARE 

Jan -Dhan Account band karne ke liye aapko 4 chijon ki jarurat padti hai.
1.Ek Application form- Jo maine niche likh diya hai.

2. Passbook aur Uska ek Zerox Copy.(Pehle page ka zerox jisme photo aur khata number rehta hai.)
3.ATM Card aur uska 1 Zerox Copy.
4. Revenue Card, (Jo aapko post office ya zerox ki dukan par milegi.)

Application Kaise Likhe.





Ab inn charon chijon ko lekar SBI ke Branch me jaiye aapka account band ho jayega.
Aur aapke account me jitne bhi paise honge aapko mil jayegi.

SAVING ACCOUNT BAND KARNE KE LIYE APPLICATION





Saving Account ko band karne ke liye bhi aapko inn 4 chijon ki jarurat padegi ,jisse maine uppar bataya hai . Inn charon chijon ko lekar aap Bank jaye. Aapka Acount band ho jayega .
Aur Aapke account me jitne bhi paise honge aapko mil jayegi.

Aur ek baat , yadi aapne jan dhan me apna account bana liya hai aur phir aap chahte hai ki usko band karke phir se Saving Account sbi me khole to aap ye kar sakte hai.

Aap pehle jan dhan account ko band kar le aur phir naya saving account khole.

*Jan Dhan Bank Account Transfer Kare Saving Account Me

.और हमारे website को free में Subscribe करे। Enjoy..........

Ye bhi jane:-

*All Bank Application in Hindi

*SBI Me Branch/Account Transfer Kaise Kare

*SBI Me Naya Account Kaise Khole


*SBI Internet Banking Ki Details in Hindi


*Buddhi Kaise Badhaye- Zero Se Hero Bane




Share this

13 टिप्‍पणियां

  1. Bhai maine sbi bank mai jan dhan wale mai account khulwaya tha aur mai sign bhul gya hun toh kaise pta chalega ki konse sign hai plzz kuch btao

    जवाब देंहटाएं
    उत्तर
    1. apna account number lekar branch me jaiye, waha bataiye ki mujhe mera sign dekhna hai,,,aur jan dhan me aasan hai kyunki wahan par aapka angutha lagta hai...

      हटाएं
  2. Sir mera account jhan dhan waala hai aur Usme 20000 rs hai to kya agar Mai account band karwata hu to mere paise wasps mil jaayenge?

    जवाब देंहटाएं
  3. Sir hum syndicate bank account ko close kaise hoga mujhe application kaise likhna hai mujhe bataiye thank you

    जवाब देंहटाएं
  4. sir mai passbook bhul gya or ac no bhi bhul gya kaise hoga mera paisa hai usme passbook kho gya

    जवाब देंहटाएं
  5. Koi dikkat ki baat nahi hai...Aap apne branch me jaye aur kahe ki mujhe ek dublicate passbook chahiye , apna aadhar card lekar ke jaye...wo aapse Rs. 100 tak charge kar sakte hai....
    Aapko dublicate passbook mil jayegi aur aap phir paise ki len den kar payenge...

    जवाब देंहटाएं
  6. Nahi, online close karenge to account ke paise wapas kaise lenge.
    Account close karne par atm, passbook submit karna hota hai wo online kaise submit karenge...

    जवाब देंहटाएं


EmoticonEmoticon