* LAKSHAN-
Chot, foda, anya kisi karan se kuch jagah ful jata hai. Yah pak kar mawad (मवाद ) ho jata hai. Iss mawad ka samay ke andar na nikalne par yah maas ke ander gehri kshti (हानि ) pahunchata hai. Isse nali ghaw kehte hain.
* CHIKITSA-
Neem patta (नीम पत्ता ) pani me dalkar ubalen. Iss pani se prabhawit jagah ko seken. Sekne ke kuch der baad jagah naram ho jata hai. Iske baad isse dabakar baha de. Iske ander ke sabhi chij nikal jaye. Ab niche diye gaye formula se malham banakar lagaye.
ye bhi jane:-
* Napunsakta ka ilaj kaise kare
* balon ko jhadne se kaise roke
![]() |
nali ghaw |
.
* 50 gm nariyal tel(नारियल तेल ), 25 gm neem patta ras(नीम पत्ता रस ), 2 gm gandhak churn (गंधक चूर्ण ), 5 gm tunt (तूंत ), 1 gm murdasankh churn(मुर्दाशंख ), 1 gm ganja churn (गांजा चूर्ण ), 25 gm aak ke patte ka ras (आक पत्ते का रस ) , ek sath dalkar ghana kare . Iss prakar malham taiyar ho gaya.
NOTE- Ye sabhi chijen (saman): aapko kisi bhi aayurvedic store se mil jayegi
* Halka purti kar khana khaye. uttejak drawya jaise meet,machli,anda , masala ,khatta khana nahi hai.
ye bhi jane:-
* mooh ke durgandh ko door kare
* PM Digital Locker Yojana in Hindi
* PM Kaushal Vikas Yojana
from Patanjali Ayurveda
NOTE- Ye sabhi chijen (saman): aapko kisi bhi aayurvedic store se mil jayegi
* Halka purti kar khana khaye. uttejak drawya jaise meet,machli,anda , masala ,khatta khana nahi hai.
ye bhi jane:-
* mooh ke durgandh ko door kare
* PM Digital Locker Yojana in Hindi
* PM Kaushal Vikas Yojana
from Patanjali Ayurveda
EmoticonEmoticon