INTRODUCTION-ATAL PENSION YOJANA
Garib wriddh logon ko madde nazar rakhte hue , iss yojana ko 9 May 2015 ko lagu kiya gaya hai.Jab log wriddh ho jate hain tab wah aise karya nahi kar pate jisse unki aamdani ho aur pariwar chala sake. Aise samay me unko agar back support nahi mila to unka baccha hua jindagi bahut dudh me kat-ta hai.
Inhi samashya ko door karte hue PM Sri Narendra Modi Ji ne Atal Pension Yojana ki suruwat ki jo ki hamare purwa Pradhanmantri Sri Atal Bihari Bhajpai ke naam par hai.
Ye bhi jane:-
*PM Jan dhan yojana in hindi
*Krisi Sinchai Yojana
RULES AND REGULATIONS
Iss yojana ke antargat Rs. 1000 se 5000 tak ka pension diya jayega, depend karta hai aap mahine me kitne rupaye jama kar rahe hai.
Iski jankari niche table me di jaa rahi hai.
Age । 1000 rs. ke liye । 2000 rs ke liye । 3000 rs. ke liye । 4000 rs. ke liye। 5000 rs. ke liye
18 yr. Rs. 42 Rs. 84 Rs. 126 Rs. 168 Rs.210
20 yr. Rs. 50 Rs. 100 Rs. 150 Rs. 198 Rs. 248 25 yr. Rs. 76 Rs. 151 Rs. 226 Rs. 301 Rs. 376 30 yr. Rs. 116 Rs. 231 Rs.347 Rs. 462 Rs. 577 35 yr. Rs. 181 Rs. 362 Rs. 543 Rs. 722 Rs. 902 40 yr. Rs. 291 Rs. 582 Rs. 893 Rs. 1164 Rs. 1454 1. Iss yojana ke liye aayu 18 saal se 40 saal tak ke bich ki honi chahiye. 2. Kisi bhi bank me saving account hona chahiye jo ki aadhar card se linked ho. 3. Aawedan karne wale ki income itni nahi honi chahiye ki wah tax bharta ho. 4. Apne jama kiye hue paison ko account me banaye rakhna hoga. JOIN KAISE KARE (REQUIREMENTS) Jis bhi bank me aapka account hai waha jaye aur Atal Pension Yojana ka Application form bhare. 2. PRAN/PAN Card aur uska zerox leke jaye. 3, Bank ka passbook bhi le ke jaye. Application form download karne ke liye niche diye gaye link par chick kare. PENSION KAISE MILEGI 1. Jab account holder is aayu 60 saal ho jayegi tab bhugtan band ho jayega uske baad wah pension ka labh utha payega, jab tak jinda rahega tab tak. 2. Agar account holder ki mrityu ho jati hai to , pension uske pati /patni ko di jayegi. 3. Aur yadi pati/patni dono ki mrityu ho jati hai to pension account nominne ko diya jayega. SAMAY SIMA TO DEACTIVATE ACCOUNT 1. 6 Mahine ke ander payment nahi kiya to account freeze ho jayegi. 2. 12 Mahine me account deactivati ho jayegi. 3. 24 Mahine (2 saal ) me account band kar di jayegi. QUICK VIEW
*Naam - PM Atal Pension Yojana
*Date of issue - 9 May 2015
*Help - 60 saal se adhik wriddh logon ko pension dena.
*Lakshya -Wriddh logon ko buddape ke samay dukh ka samna na karna pade.
*Samay Sima - 18 se 40 saal tak , 60 saal ke baad pension chalu.
*Aawashyakta - Bank Account, Pan Card
*Benefit - 1000 se 5000 tak ka pension.
EXAMPLE
1. Jaise kisi ki aayu 20 saal hai aur wah 5000 ka pension chahta ho, to usse har mahine 248 rs. , 60 saal tak jama karna hoga.
2. Kisi ka age 40 ho , aur wah 4000 ka pension chahta ho, to usse har mahine 1164 Rs. , 60 saal tak jama karne honge. |
Muje chaye
ReplyDelete